Thursday, May 14, 2015

Yakeen Bankhe Wo Mere Dil Me Aaya Ta,

Zindagi Banke Wo Mere Dil Me Samaya Tha...!!! 
Dosti Wo #DilSe Zindagi Bhar Nibhayega Yunhi, 
Ye Yakeen Usne #Dil Ko Kayi Baar Karaya Tha...!!! 
Har Pal Wo Mere Pass Mere Sath Hai, 
Ye Ehsas Bhi Usne Har Lamha Karaya Tha...!!! 
Dil Tadap Utha, Aankhon Me Ashq Ubhar Aaya Tha, 
Mahfil Me Meri Nazron Se Jab Usne Khud Ko Chhupaya tha...!!! 
Dil Toot Ke Roya, Ashqon Ne Daman-e-Yaar Bhigoya, 
Aaj Jab Usne Apne Daman Se Mera Hanth Chhuraya Tha...!!! 
Yakeen Banke Wo Mere Dil Me Aaya Tha, 
Zindagi Banke Wo Mere Dil Me Samaya Tha...!!! 

No comments:

Post a Comment